The writer in me gets electrified when there is any activity related to writing in kids’ school. So, the activity is to recite a poem on Rain/Barish, in Hindi. Kavita on Barish to be specific. Wrote this short and simple poem, especially for kids.
Aasmaan me Baadal aaye;
आसमान में बादल आए;
Khushiyon ka uphaar hai laaye.
खुशियों का उपहार है लाए।
Hum sab bachche, varsha me nahaaye;
हम सब बच्चे, वर्षा में नहाए;
Maa ne garam-garam Pakode banaye.
मां ने गरम-गरम पकौड़े बनाए।
Pakodo ke saath thi chatpati chutney;
पकौड़ो के साथ थी चटपटी चटनी;
Humaare saath, naach rahi thi morni.
हमारे साथ, नाच रही थी मोरनी।
Mor ko dekh, Pulkit hua mann;
मोर को देख, पुलकित हुआ मन;
Indradhanush sa Chamak Utha, Ghar Aangan.
इंद्रधनुष सा चमक उठा, घर आंगन।
Jhoom rahe hain ped aur paodhe humare;
झूम रहे हैं पेड़ और पौधे हमारे;
Kaagaz ke naav banaaye dher saare.
कागज के नाव बनाएं ढेर सारे।
Aao, Kichad me jee bhar kar khele;
आओ, कीचड़ में जी भर कर खेलें ;
Kagaz ke khoob saare naav chalaayen.
कागज़ के ख़ूब सारे नाव चलाएं।
Varsha Aai Varsha Aai,
वर्षा आई वर्षा आई,
Cham-Cham Cham-Cham Jal barsaai.
छम-छम छम-छम जल बरसाई ।
Thank you धन्यवाद
I hope you like the short and simple poem 🙂